Pappu - Papa muje ek ladki se pyar ho
gaya hai
Papa Santa - wow kon hai vo kushnasib
ladki
Pappu - Pinky , apne Padosi Guptaji ki
Beti
Santa - ohh no beta , me tumhe kuch
batana chahta hu but tum
promise karo mummy ko nhi bataoge
Pappu - promise nhi bataunga
Santa - Actually Pinky tumhari Behen
hai
ye sun k puppu ne pinky ko bhula diya
aur fir 2 mahine baad
Pappu - Papa muje firse ek ladki se
pyar ho gaya hai, aur vo ladki bahot hot
hai
Santa - wow ye to bahot acchi baat hai
kon hai vo ladki ?
Pappu - Reshma , Apne padosi Vermaji
ki beti
Santa - ohh no fir se , Beta Reshma b
tumhari behan hai
Pappu pagal hone laga tha, usne tang
aakar rote huve Mummy se kaha -
meine 6 ladkiyo se pyar kiya lekin 6 ki 6
papa ki betiya nikali
Mummy - Aale aale mera bacha ro mat
tu kisi se b pyar kar ,
tu unki mat sun vo tumhare papa
nhi hai...
gaya hai
Papa Santa - wow kon hai vo kushnasib
ladki
Pappu - Pinky , apne Padosi Guptaji ki
Beti
Santa - ohh no beta , me tumhe kuch
batana chahta hu but tum
promise karo mummy ko nhi bataoge
Pappu - promise nhi bataunga
Santa - Actually Pinky tumhari Behen
hai
ye sun k puppu ne pinky ko bhula diya
aur fir 2 mahine baad
Pappu - Papa muje firse ek ladki se
pyar ho gaya hai, aur vo ladki bahot hot
hai
Santa - wow ye to bahot acchi baat hai
kon hai vo ladki ?
Pappu - Reshma , Apne padosi Vermaji
ki beti
Santa - ohh no fir se , Beta Reshma b
tumhari behan hai
Pappu pagal hone laga tha, usne tang
aakar rote huve Mummy se kaha -
meine 6 ladkiyo se pyar kiya lekin 6 ki 6
papa ki betiya nikali
Mummy - Aale aale mera bacha ro mat
tu kisi se b pyar kar ,
tu unki mat sun vo tumhare papa
nhi hai...
No comments:
Post a Comment